Ilzaam Lyrics - Badshah
Ilzaam : It is the latest banger song
by Bad Boy Badshah Which is sung
by Badshah and Also Penned and
Musiced by the Bad Boy Badshah
Ilzaam Lyrics |
Song : Ilzaam
Singer : Badshah
Lyrics : Badshah
Music : Badshah
Releasing Channel : Badshah
Ilzaam Lyrics
Kal tak tha main sabka pyaara
Aaj chor ban gaya
Gaana hit phir bhi inke liye
Shor ban gaya
Gande rap karne wala sellout whore ban gaya
Sahi band hota tha par
Ab kuch aur ban gaya
Bhai paise wala hai sare paid views hain
Badshah ne di donation
Hat fake news hai
24 ghante rahta high
Ek number ka nashedi
Stage par chadhne se pehle
Peeta Grey Goose hai
Saare culture ki maa bhen ek kar daali
Folk gaana sample karke mistake kar daali
Iss se acha to wo doosra singer hota tha
Isne to bhai saari hadein break kar daali
Inko nazron mein mera har ek gaana pit'ta hai
L*de jaisie shakal hai
Gende jaise dikhta hai
Music copy karta hai
Fuddu rap likhta hai
10 saal industry mein aise koi kaise tikta hai
Mujhe samjhao..
Karta raha hoon jo bhi mera kaam hai
Badnam hoon kyunki mera naam hai
Ye jaal bichaya sareaam hai
Aaj mujh par lage ilzaam hai
Karta ja raha hoon jo bhi mera kaam hai
Badnam hoon kyunki mera naam hai
Ye jaal bichaya sareaam hai
Aaj mujh par lage ilzaam hai
Ab baat kuch aise YouTube channel'on ki
Jinko mujhse zyada hi dikkat ho rakhi hai
Inko munh lagne ka koi faida na laga mujhe
Isiliye inki itni himmat ho rakhi hai
Facts jaane bina gaali pe gaali wah
Badshah toh ek dum jaali hai jaali wah
Gaane flop hai phir bhi saari jagah No. 1
Is baat pe to banti hai taali wah
Upar khali kya, ya phir goon hai
Ya bas paison ke liye khulta ye mooh hai
Chor main nahi, chor tu hai
Tere muh aur kaam dono pe hi thoo hai
Naam kamaya kyunki kari maine mehnat
Aaj jo bhi hoon main upar wale ki hai rehmat
Chehre pe hansi hai dil mein dard hai hazaar
Marke bhi mazaa degi tumhe meri mazaar
Karta ja raha hoon jo bhi mera kaam hai
Badnam hoon kyunki mera naam hai
Ye jaal bichaya sareaam hai
Aaj mujh par lage ilzaam hai
Karta ja raha hoon jo bhi mera kaam hai
Badnam hoon kyunki mera naam hai
Ye jaal bichaya sareaam hai
Aaj mujh par lage ilzaam hai
0 Comments:
Post a Comment
Keep Supporting and leave comments if you are Satisfied with our sites